Prahlad & Aarti's wedding
Day 1
Thursday, January 22, 2026
Udaipur
About the hosts
Prahlad & Aarti's story
Prahlad soni rajsthan se or main uttar pradesh se hu . Hum online Website pr mile or kuch me pyar ho gya or fir humne apni apni family ne btaya or fir kuch time baad humari family ek dusre se mile or wo bhi wo shaadi ke liye ready ho gaye q ki humari cast same thee. Humari shaadi ki date bhi final ho gyi hai 23 january 2026 ko hai
Humari udaipur Rajasthan me hogi
22 January 2026 ko sare rasme start ho jayegi . Samuhik Vivah kr rhe hai woha pr or bhi brid honge jise aap sb ko buhot enjoy hoga . Plzz attend my wedding 💍
Thank you 🙏
Day 1Thursday, January 22, 2026Udaipur
Starting time (approximately): 8:00 AM
Venue and host contact details will be disclosed upon booking.
Sangeet , kalash bindoli
22/1/2026 events -Ganpati sthapna , mata ji pujan , kalash , dinner .
Bindoli, varmala
23/1/2026 - bindoli , toran , varmala with reception , blessings , wedding , bidai
